Bu sayfada Atif Aslam adlı şarkıcıya/gruba ait Be Intehaan şarkısının sözleri bulunmaktadır.
Şarkı Sözü
Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na, suno zara
Teri baahon mein mujhe rehna hai raat bhar
Teri baahon mein hogi subah
Be-intehaan
Yoon pyaar kar be-intehaa
Dekha karoon saari umar
Tere nishaan be-intehan
Koi kasar naa rahe, meri khabar na rahe
Chhoo le mujhe is kadar be-intehaan
Jab saanson mein teri saansein ghuli toh
Phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Haan baahon mein teri aa ke jahaan do
Yoon simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hoon main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho naa subah
Be intehaan, be-intehaan
Yoon pyar kar be-inteha
Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum karein is tarah
Sharma ke do saaye hain jo
Muh pher lein hum se yahaan
Haan chhoo to liya hai ye jism tune
Rooh bhi choom le
Alfaaz bheege bheege kyun hain mere
Haan yoon choor ho ke majboor ho ke
Qatra qatra kahe
Ehsaas bheege bheege kyun hain mere
Do bekhabar bheege badan
Ho besabar bheege badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan
Be inteha, be inteha
Yoon pyaar kar, be inteha
Dekha karoon saari umar
Tere nishan, be-intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Chhoo le mujhe is kadar be-intehaan
Sayfa Bilgisi
Sayfa Gösterimi:
1197
Oylama:
0.0 (0 kişi oyladı)
Oy Ver:
Yorum Yaz
Tüm Şarkıları
- Aa Bhi Ja Sanam, 1268 ziyaret
- Aadat, 1258 ziyaret
- Ankhon Say, 1162 ziyaret
- Bakhuda Tumhi Ho, 2395 ziyaret
- Bikhra Hoon Main, 1190 ziyaret
- Chor Gayae, 1054 ziyaret
- Doorie, 1209 ziyaret
- Ehsaas, 1217 ziyaret
- Gal Sun Ja, 1306 ziyaret
- Hona Tha Pyar, 977 ziyaret
- Hum Kis Galli Jaa Rahey Hain, 1285 ziyaret
- Hungami Halaat, 1219 ziyaret
- Jal Pari, 1558 ziyaret
- Kaun Hoon Main, 1478 ziyaret
- Kaun Tha - Kapkapi, 1232 ziyaret
- Kuch Is Tarah, 1194 ziyaret
- Mahi Ve, 1461 ziyaret
- Mahiya Ve Soniya, 1632 ziyaret
- Mai Nee, 1340 ziyaret
- Mann Hota Hai, 1115 ziyaret
- Atif Aslam - Tüm Şarkılar, 27 şarkı sözü
Daha Fazla Şarkı Sözü
Şarkıya Göre
A, B, C-Ç, D, E, F, G, H, I-İ, J, K, L, M, N, O-Ö, P, Q, R, S, T, U-Ü, V, W, X, Y, Z
Şarkıcıya Göre
A, B, C-Ç, D, E, F, G, H, I-İ, J, K, L, M, N, O-Ö, P, Q, R, S, T, U-Ü, V, W, X, Y, Z